Friday 29 January 2021

Na payar barha tou k andhaira hai bohat mujh maiN

Na payar barha tou k andhaira hai bohat mujh maiN

Gham tera na bun jaoN kehiN maiN khoshi k budlay

Monday 18 January 2021

Chup kyuN hoN

Chup kyuN hoN ye jan laiy tou bhe aaj

Hud sai barah tha dard tau ro na saka maiN


Wednesday 13 January 2021

Berukhi ko bhe hum ne teri

 Berukhi ko bhe hum ne teri

Chaha hai zindagi ke tarah

Monday 4 January 2021

Adub ke baat rehnay de

Adub ke baat rehnay de bohat keh sunn liya hum ne

Bucha haiy waqt kum baqi nikal k adub se jeetay haiN